Bhakti bhare Mann se bolo
Jai Jai SiyaRam !
Fir Mata Pitha ki seva karo
subeh ho yah shaam
Bhakti bhare Mann se bolo
Jai Jai RadheyShyam !
Fir juteh raho magan hokar
karo jo bhi kaam
Fuhl ek din paooge
Siddhi yah Shubh Naam
Bhakti aur Karm me juteh raho
lekar Prabhu ka Naam !!! :) !!!
Jai Jai SiyaRam !
Fir Mata Pitha ki seva karo
subeh ho yah shaam
Bhakti bhare Mann se bolo
Jai Jai RadheyShyam !
Fir juteh raho magan hokar
karo jo bhi kaam
Fuhl ek din paooge
Siddhi yah Shubh Naam
Bhakti aur Karm me juteh raho
lekar Prabhu ka Naam !!! :) !!!
No comments:
Post a Comment