Shunil Bhaiya ka kya kahena
Hamesha humare dilon me base rahena
Unko bhi, jo, pyar karte hain
jo unki ninda karte hain
Chup chapp, shanti se jo shaksh
President bankar
kanton ka yeh mukut dharte hain
Sath hi sath jo Babli Didi ka bhi itna
khayal rakhte hain
Un Shunil Bhaiya ka kya kahena
Humesha hum Ashianawalon ke
dilon me base rahena ! :)
Hamesha humare dilon me base rahena
Unko bhi, jo, pyar karte hain
jo unki ninda karte hain
Chup chapp, shanti se jo shaksh
President bankar
kanton ka yeh mukut dharte hain
Sath hi sath jo Babli Didi ka bhi itna
khayal rakhte hain
Un Shunil Bhaiya ka kya kahena
Humesha hum Ashianawalon ke
dilon me base rahena ! :)
Shunil Bhaiya ko namashkaar ..... saath hi saath hamara pyaar.... ghar sukhi ho aapka praivaar..... khade rahain president hokar baar baar .... Shunil Bhaiya ko namashkaar :)
ReplyDeleteBhaiya has finally retired. :)
Delete